Monday, April 29, 2013

Aashiqui 2 -Songs Lyrics

Milne Hai Mujhse Aayi Lyrics - Aashiqui 2

Milne hai mujhse aayi
Phir jaane kyun tanhaayi
Kis mod pe hai laayi aashiqui

O ho o..
Khud se hai ya khuda se
Iss pal meri ladaayi
Kis mod pe hai laayi aashiqui
O ho o.. O o ho..

Aashiqui baazi hai taash ki
Toot the bante vishwaas ki

O milne hai mujhse aayi
Phir jaane kyun tanhaayi
Kis mod pe hai laayi aashiqui

Jaane kyun main, sochta hoon
Khali sa main, ek raasta hoon
Tune mujhe, kahin kho diya hai
Ya main khud lapata hoon

Aa dhund le tu phir mujhe
Kasmein bhi doon toh kya tujhe
Aashiqui baazi hai taash ki
Toot the bante vishwaas ki

Milne hai mujhse aayi
Phir jaane kyun tanhaayi
Kis mod pe hai laayi aashiqui

Toota hua saaz hoon main
Khud se hi naraz hoon main
Seene mein jo kahin pe dabi hai
Aisi koi aawaz hoon main
Sunle mujhe tu bin kahe..
Kab tak khamoshi dil sahe..

Aashiqui baazi hai taash ki..
Toot the bante vishwaas ki..
Aashiqui baazi hai taash ki..
Toot the bante vishwaas ki..

O milne hai mujhse aayi
Phir jaane kyun tanhaayi
Kis mod pe hai laayi aashiqui

O o..
Khud se hai ya khuda se
Iss pal meri ladayi
Kis mod pe hai laayi aashiqui

O ho o.. O o ho..
O ho o.. O o ho..
Aashiqui baazi hai taash ki..
Toot the bante vishwaas ki..
O o o
Ae o oo.. O o...

Sun Raha Hai (Female) Lyrics - Aashiqui 2

Manzilein rusva hain..
Khoya hai raasta
Aaye le jaaye..
Itni si iltaza
Ye meri zamaanat hai
Tu meri amaanat hai haan..

Aaa aa aa..

Mujhko iraade de
Kasmein de, vaade de
Meri duaaon ke isharon ko sahare de
Dil ko thikaane de
Naye bahaane de
Khwabon ki barishon ko
Mausam ke paimaane de

Apne karam ki kar adayein..
Kar de idhar bhi tu nigaahein

Sunn raha hai na tu
Ro rahi hoon, main
Sun raha hai na tu
Kyun ro rahi hoon main

Sunn raha hai na tu
Ro rahi hoon, main
Sun raha hai na tu
Kyun ro rahi hoon main

Yaara.. Aaa..

Waqt bhi thehra hai
Kaise kyun yeh huaa
Kaass tu aise aaye
Jaise koi duaa
Tu rooh ki raahat hai
Tu meri ibaadat hai..
Aa aaa..

Apne karam ki kar adayein..
Kar de idhar bhi tu nigaahein

Sunn raha hai na tu
Ro rahi hoon, main
Sun raha hai na tu
Kyun ro rahi hoon main

Sunn raha hai na tu
Ro rahi hoon, main
Sun raha hai na tu
Kyun ro rahi hoon main
Yaaraa aa...

Aasan Nahin Yahan Lyrics - Aashiqui 2

Oo o..ho..
Oo o..ho..

Aasaan nahi yahaan aashiq ho jana
Palkon pe kaanton ko sajaana..
Aashiq ko milti hain gham ki saugatein
Sabko na milta yeh khajaana..

Oo o..ho.. Oo o..ho..
Oo o..ho.. Oo o..ho..

Baaton se aagein , vaadon se aagein
Dekho zara tum kabhi
Yeh to hai shola, yeh hai chingaari
Yeh hai jawaa aag bhi..

Oo o..ho.. Oo o..ho..
Oo o..ho.. Oo o..ho..

Hmmm..
Jismon ke peechhe bhaage ho firte
Utro kabhi rooh mein ho o..
Hota kya aashiq, kya aashiqi hai
Hogi khabar tab tumhein..

Oo o..ho.. Oo o..ho..
Oo o..ho.. Oo o..ho...

Bhula Dena Lyrics - Aashiqui 2

Bhoola dena mujhe
Hai alvida tujhe
Tujhe jeena hai mere bina..
Safar yeh hai tera, yeh raasta tera
Tujhe jeena hai mere bina

Ho teri saari shoharatein
Hai yeh duaa
Tujhi pe saari rehmatein
Hai yeh duaa
Tujhe jeena hai mere bina

Bhula dena mujhe
Hai alvida tujhe
Tujhe jeena hai mere bina

Tu hi hai kinara tera
Tu hi tto sahara tera
Tu hi hai tarana kal ka
Tu hi to fasana kal ka
Khud pe yakeen tu karna
Ban-na tu apna khuda..

Tu hi hai kinara tera
Tu hi tto sahara tera
Tu hi hai tarana kal ka
Tu hi to fasana kal ka
Khud pe yakeen tu karna
Ban-na tu apna khuda..

Fiza ki shaam hoon main
Tu hai nayi subah
Tujhe jeena hai mere bina
Tujhe jeena hai mere bina

Khilengi jahaan baharein sabhi
Mujhe tu wahan, payenga
Rahengi jahan, hamaari wafaa
Mujhe tu wahan, payenga
 
Miloonga main iss tarah waada raha
Rahunga sang main sada waada raha
Tujhe jeena hai mere bina

Bhula dena mujhe
Hai alvida tujhe
Tujhe jeena hai mere bina
Tujhe jeena hai, haan mere bina...

Piya Aaye Na Lyrics - Aashiqui 2

Teri khata hai mere jiya
Teri khata hai mere jiya
Unpe bharosa kyun tune kiya..

Sab jhoothe jhoothe waade the unke
Chal peechhe peechhe aaya tu jinke

Ho piya aaye na ho o..
Piya aaye na
Piya aaye na ho o..
Piya aaye na

Ab sabhi un khwabon ki tu
Dagar chhod de
Ab sabhi un khwabon ko
Tu khud hi tod de

Ho piya aaye na ho o..
Piya aaye na
Piya aaye na ho o..
Piya aaye na..

Teri khata hai mere jiya
Teri khata hai mere jiya

Har khata ki hoti hai
Koi na koyi saza
Gham likhe ho kismat mein
To ban hi jaati wajah..

Ab sabhi gham ashkon mein
Simat se gaye
Ab sabhi aansoo palkon se
Lipat se gaye

Ho piya aaye na ho o..
Piya aaye na
Piya aaye na ho o..
Piya aaye na..

Sang bana tha jo bewajah
Humko woh bharam ho gaya hai
Bhor aane the jis fasaane mein
Woh khatam ho gaya

Bhoole hum bhoole woh
Kaise sabse kahein baat yeh..

Ab chalo hum dheere dheere
Bikhar se gaye
Ab chalo hum jaise bhi ho
Sambhal se gaye

Ho piya aaye na ho o..
Piya aaye na
Piya aaye na ho o..
Piya aaye na..

Ho piya aaye na wo.. O..
Piya aaye na
Piya aaye na wo.. O..
Piya aaye na

Teri khata hai mere jiya
Teri khata hai mere jiya
Unpe bharosa kyun tune kiya...

Meri Aashiqui Lyrics - Aashiqui 2

Tu mujhe, chhod jaaye
Yeh nahi ho sakta, saathiya..

Meri baaton mein tera zikr sada
Meri yaad mein teri fikr sada
Main jo bhi hoon tum hi to ho
Mujhe tum se mili apni adaa

Kyun ki tum hi ho, ab tum hi ho
Zindagi ab tum hi ho..
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho

Tum hi ho, tum hi ho
Karz bhi, mera marz bhi
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho

Tere liye.. Hi jiya main
Khud ko jo yun de diya hai
Teri wafaa ne mujhko sambhala
Saare gamon ko dil se nikala
Main jo mit bhi gaya to wajood mera
Sada tujh mein rahe zinda, hmmm..

Kyun ki tum hi ho, ab tum hi ho
Zindagi ab tum hi ho..
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho

Tum hi ho, tum hi ho
Karz bhi, mera marz bhi..
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho...

Hum Mar Jayenge Lyrics - Aashiqui 2

Apni aankhein khaali kar de
Kaash tu meri aankhein bhar de..
Kaash tu meri aankhein bhar de..

Mere yaara tere gham agar payenge
Humein teri hai kasam hum sanwar jayenge
Ho.. Mere yaara tere gham agar payenge
Humein teri hai kasam hum sanwar jayenge

Do yeh saugaat tum, to zamane ki hum
Do yeh saugaat tum, to zamane ki hum
Har khushi se muhkar jaayenge

Hum mar jaayenge ho o o..
Hum mar jaayenge..
Mere yaara tere gham agar payenge
Humein teri hai kasam hum sanwar jayenge

Tere kaandhe se hi lagke
Yaara beetein umar saari
Socho kaisi hogi kismat
Huaa yun to phir humaari
Saare aansoon to ho tere
Aur aankhein ho humaari

Tere dard hamein
Jo mile pyaar mein
Tere dard hamein
Jo mile pyaar mein
Hum khushi se yun bhar jaayenge

Hum mar jaayenge ho o o..
Hum mar jaayenge..
Mere yaara tere gham agar paayenge
Humein teri hai kasam hum sanwar jaayenge

Chaahe dukh ho, chaahe sukh ho
Dil ne tujhko hi pukara
Tune humko hai banaya
Tune humko hai sanwara
Jahaan ko to rab ka hai
Humein tera hai sahara

Bas tera saath ho
Chaahe jo baat ho
Bas tera saath ho
Chaahe jo baat ho
Tere kehne se kar jayenge..

Hum mar jaayenge ho o o..
Hum mar jaayenge..
Hmm mere yaara tere gham agar payenge
Humein teri hai kasam hum sanwar jayenge

Mere yaara tere gham agar payenge
Humein teri hai kasam hum sanwar jayenge...

Chahun Main Yaa Na Lyrics - Aashiqui 2

Tu hi yeh mujhko bataa de
Chahun main yaa na..
Apne tu dil ka pataa de
Chahun main yaa na..

Tu hi yeh mujhko bataa de
Chahun main yaa na..
Apne tu dil ka pataa de
Chahun main yaa na..

Itna bata doon tujhko
Chahat pe apni mujhko
Yun to nahi ikhtiyaar
Phir bhi yeh socha dil ne
Ab jo laga hoon milne
Poochhoon tujhe ek baar

Tu hi yeh mujhko bataa de
Chahun main yaa na..
Apne tu dil ka pataa de
Chahun main yaa na..

Aisi, kabhi pehle
Huyi na thi khwahishein
O kisi se bhi milne ki
Na ki thi koshishein
Uljhan meri suljha de
Chahun main ya na
Aankhon aankhon mein jataa de
Chahun main ya na

Mere chhote chhote khwaab hain
Khwaabon main geet hain
Geeton main zindagi hai
Chahat hai, preet hai

Abhi main na dekhoon khwaab ko
Jin main na tu mile
Le khole honth maine
Ab tak the jo sile
Mujhko na jitna mujh pe
Utna is dil ko tujh pe
Hone laga aitbaar..
Tanha lamhon mein apne
Bunti hoon tere sapne
Tujhse hua mujhko pyaar o..

Poochhoongi tujhko kabhi na
Chahun main yaa na
Tere khwaabon mein ab jeena
Chahun main kyun na

Tu hi yeh mujhko bataa de
Chahun main yaa na..
Apne tu dil ka pataa de
Chahun main yaa na...

Sun Raha Hai Lyrics- Aashiqui 2

Apne karam ki kar adayein..e.e.e..
Yaara.. Yaaara..
Yaara.. Yaaara..

Mujhko iraade de
Kasmein de, vaade de
Meri duaaon ke isharon ko sahare de
Dil ko thikaane de
Naye bahaane de
Khwabon ki barishon ko
Mausam ke paimaane de

Apne karam ki kar adayein..
Kar de idhar bhi tu nigaahein

Sunn raha hai na tu
Ro raha hoon, main
Sun raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main

Sunn raha hai na tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main

Manzilein rusva hain..
Khoya hai raasta
Aaye le jaaye..
Itni si iltaza
Ye meri zamaanat hai
Tu meri amaanat hai haan..

Apne karam ki kar adayein..
Kar de idhar bhi tu nigaahein

Sun raha hai na tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main

Waqt bhi thehra hai
Kaise kyun yeh huaa
Kaass tu aise aaye
Jaise koi duaa
Aa tu rooh ki raahat hai
Tu meri ibaadat hai..

Apne karam ki kar adayein..
Kar de idhar bhi tu nigaahein

Sun raha hai na tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main..

Sun raha hai na tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main
Yaaraa...

Tum Hi Ho Lyrics - Aashiqui 2

Hum tere bin
Ab reh nahi sakte
Tere bina kya wajood mera

Hum tere bin
Ab reh nahi sakte
Tere bina kya wajood mera

Tujhse juda agar ho jayenge
Toh khud se hi ho jayenge juda

Kyunki tum hi ho
Ab tum hi ho
Zindagi ab tum hi ho o o..
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho

Tera mera rishta hai kaisa
Ik pal door gawara nahi
Tere liye har roz hain jeete
Tujhko diya mera waqt sabhi

Koi lamha mera na ho tere bina
Har saans pe naam tera..

Kyunki tum hi ho
Ab tum hi ho
Zindagi ab tum hi ho o o..
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho

Tum hi ho.. Ha 
Tum hi ho.. Aa aa 

Tere liye hi jiya mein
Khud ko jo yun de diya hai
Teri wafa ne mujhko sambhala
Saare ghamon ko dil se nikala

Tere saath mera hai nasib juda
Tujhe paake adhura na raha

Kyunki tum hi ho
Ab tum hi ho
Zindagi ab tum hi ho o o..
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho

Kyun ki tum hi ho
Ab tum hi ho
Meri aashiqui ab tum hi ho..

Ho o chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho...