Sabse hatkar jeene ki meri khwaaish hai kuch aarzoo hai
Raste paththar keele k aazmaaishien hazaar kyu hai ?
Faaltu me haar tune jeet k bhi maani naezy!

Ajeeb si thi kahani meri
reet thi bataani meri
dheet thi man maani meri
beet ti jawaani meri
beat me sama ne ko
bataane ko zamaane ko
taraane wo puraane jo
afsaane mujhko sunaane the
meri aankhon k neeche k halko ko dekho
kichhad me khilte kamal ko toh dekho
baaton k piche wazan ko toh dekho
bichhadke jo milte wo pal ko toh dekho
das baaton se geeli in palko ko dekho
jazbaaton se dheeli shakal ko toh dekho
qudrat ki di hui akal ko toh dekho
himmat ye taaqat ye bal ko toh dekho
yaa toh bata do k kaaton k raste ko
has k mai kaatu toh jhatke me laato se lahu baha lu
kama k dhamaake si basti ki ladki pata k
usko ghar ki girasti sikhaake
meri maaki ek louti bahu bana lu
taa k sasuti k sope ve rishte ko
maa ki dua se khote se sikke ko
chhote do bacche ho beta toh khota hai
pote toh ache ho beta toh jo chaahe wo kare
naa dare joker hai paagal hai
jhaapad dein paagal ko kya kare!
is battar se aalam me kya kae ?
fursat se araam hum na kare!
Sabse hatkar jeene ki meri khwaaish hai kuch aarzoo hai
Raste paththar keele k aazmaaishien hazaar kyu hai ?
Faaltu me haar tune jeet k bhi maani naezy!
Sabse hatkar jeene ki meri khwaaish hai kuch aarzoo hai
Raste paththar keele k aazmaaishien hazaar kyu hai ?
Faaltu me haar tune jeet k bhi maani naezy!
Dhoom machav
shor machav
dhol bajav
ghor prabhav
aur battar se aalam ko
bhool bhi jav apne baste se qalam ko
nikalo likhav dikhav
badte ve ilam ko dhakka do badhav. dohrav
Meri shaatir kalaa ki chalaki toh dekho!
haazir jawaabi chaalaki se dekho
salah kisse le ke salaakho se kaidi rihaa kar k dekho!
Jaazat kalaakar ko ek baar de dekar gunah sar pe
lekar munaasib lage toh bhala kar k dekho!
masle ka hal suljhaakar toh dekho
taa k ilaake ke maamulo logo se aage hum bhaage
naa k bas daftar me bhaage hum jaake battar si maalik ki do gaali khaake
Yaa toh giraahak ko topi pehna k
aise kamaake paise ka kya matlab ?
Aksar yu rokar daftar ki thokar ko
Khaa kar kamaane ka kya matlab ?
Thak thak k izzat kamaane me matlab hai
bachpan se bak bak k chhaane ka maqsad hai
tan man ki tadpan dikhaane ki hasrat hai
pardesi rivaah par desi misaaj
chadaane ki chaahat hai
angerzi libaaz par desi lihaaz
ko laane ki chaahaat hai
ravani likhaawat hai
jawaani dikhaavat hai
dikhlaani taaqat hai
phir laani aafat hai!
Sabse hatkar jeene ki meri khwaaish hai kuch aarzoo hai
Raste paththar keele k aazmaaishien hazaar kyu hai ?
Faaltu me haar tune jeet k bhi maani naezy!
Sabse hatkar jeene ki meri khwaaish hai kuch aarzoo hai
Raste paththar keele k aazmaaishien hazaar kyu hai ?
Faaltu me haar tune jeet k bhi maani naezy!
Sabse hatkar jeene ki meri khwaaish hai kuch aarzoo hai
Raste paththar keele k aazmaaishien hazaar kyu hai ?
Faaltu me haar tune jeet k bhi maani naezy!
Sabse hatkar jeene ki meri khwaaish hai kuch aarzoo hai
Raste paththar keele k aazmaaishien hazaar kyu hai ?
Faaltu me haar tune jeet k bhi maani naezy!
Download song https://soundcloud.com/the-schizophrenics/sabse-hatkar-naezy-mode7
No comments:
Post a Comment