Parivaar Mein The Hum Chaar
Main, Aai, Baba, Kaamwali Didi
Mujhe Didi Ke Paas Rakha Gaya Tabhi Se
When Aai And Baba Thought I'll Be Safe
And Didi Ke Hisse Ka She'll Be Paid
Badle Mein Mujhko Sambhalegi Everyday
Anyway, It Was Sadder Than Jail, Any Day
Funny, Eh? Don't Even Smile
Yeh Mere Bachpan Ki Story Hai
Not Such A Fairytale
Jab Office Jaate Aai-Baba, Toh Ghar Pe Ek Mehmaan Chhupke Se
Aata
Woh Mujhko Toh Bahar, But Didi Ko Andar Ke Kamre Mein Jaake
Sulaata.
Bhole The Aai-Baba, Na Shaq Kiya, Bole Why Bother?
Aur Main Bas Chaar Ki Thi
Yeh Cheezein Mere Palle Paar Ki Thi
Hamare Hee Ghar Mein Hamare Hee Bistar Pe Didi Ke Mister Ki
Yaadein
Woh Mere Aai-Baba Jaise Saath-Saath Honge Richer, Yeh Vaade
Unn Dono Ke Raastey Mein Main Hee Thi Jab-Jab Woh Paas Mein
The
Woh Bola ""Shut Her Mouth Up, Shout Louder, Hit
Her, Dikha De!
Phir Mujhko Daraane Poori Afternoon
Maara Mujhe, Sar Phoda, Rangey Khoon Se Haath
Aur Aankhon Se Boli Bas Ek Hee Baat
""Mummy Ko Bataana Nahi"".
Aye, Mera Bachpan Kahan Gaya?
Abhi Toh Yahin Tha, Bachpan Kahan Gaya?
Aye, Mera Bachpan Kahan Gaya?
Abhi Toh Yahin Tha, Koi Khaa Gaya
Aye, Mera Bachpan Kahan Gaya?
Abhi Toh Yahin Tha, Bachpan Kahan Gaya?
Aye, Mera Bachpan Kahan Gaya?
Abhi Toh Yahin Tha, Koi Khaa Gaya
Abb Didi Ko Tension Thi, Mera Sar Phoota, Aai-Baba Will
Question Me
Woh Kal Phir Se Maaregi Joh Maine Sach Bola, She Started To
Threaten Me
Zindagi Ye Vis-A-Vis Baaki Bachcho Ki Zindagi, I Needed
Therapy
I Was Losing My Sanity, Cause She Affected Me Heavily, Ghar
Mein Hee Enemy
Sar Pe Jaise Bojh Tha Bhaari
Aai-Baba Ko Nazar Hee Nahi Aa Rahi
Sachchaai
Aur Main Haadse Se Ubhar Hee Nahi Paa Rahi
Jhooth Bola, Seedhi Se Giri
Aur Phir Maar Khaane Ki Baari Aa Jaati
Tab Main Jaisi Zindagi Jee Rahi Thi
Uss Se Toh Achha Miscarry Ho Jaati
Ek, Do, Teen Saal Beete
Tabhi Bhi Main Uss Se Maar Hee Khaa Rahi Thi
Depression Mein, Anxiety Mein, Jagah-Jagah Jaane Kitni
Raatein Guzaari
Yeh Hona Zaroori Tha Kya?
Rulaake Bhigona Zaroori Tha Kya?
Yun Mujhko Iss Duniya Ka Andhera
Kona Dikhana Zaroori Tha Kya?
Kabhi Lagta Hain Ki Aye Kaash Apna Sach Mein Apna Ho
Haqeeqat Mein Joh Guzri Mujhpe Thi Woh Jhoothi Ghatna Ho
Meri Neendein Udi, Par Jab Bhi Aayi, Bas Yahi Dekha
Main Sapne Mein Bhi Chaahun Ke Yeh Sab Bas Ek Sapna Ho
Mera Bachpan Kahan Gaya?
Abhi Toh Yahin Tha, Bachpan Kahan Gaya?
Aye, Mera Bachpan Kahan Gaya?
Abhi Toh Yahin Tha, Koi Khaa Gaya.
Aye, Mera Bachpan Kahan Gaya?
Abhi Toh Yahin Tha, Bachpan Kahan Gaya?
Aye, Mera Bachpan Kahan Gaya?
Abhi Toh Yahin Tha, Koi Khaa Gaya.
No comments:
Post a Comment