Performed and written by up and rising artist Vivian aka DIVINE representing Bombay
Galiyon Ki Dhool
Mein Chupta Hai Mera Raaz Ha
Nayaa Din Aur
Wohi Puraani Daastan
Tu Kya Hai
Jaanta, Tu Toh Jharnaa Hai Mithaas Ka
Yahaa Koi Phool
Nahi, Yeh Kaaton Ka Hai Raasta
Sadko Pe
Rehlunga, Imaan Ko Naa Bechungaa
Byaah Hai Yeh
Shehar Se, Yeh Galiyaan Meri Mehbooba
Toh Aaja Nochle,
Tu Nahi Mere Pohoch Mein
Tu Karamchaari
Tera Maalik Mera Dost Hai
Mere Bol Jaise
Aag Isliye Jaltaa Hai
Aaj Kal Mein
Phootne Wala Govinda Ka Matka Hai
Bhatka Hai,
Jaise Chai Mere Naake Pe
Laafe Pe Laafe
De, De Gaali Agar Maa Pe De
Yeh Sab Jungle
Ki Parchaayi Hai
Bakriyon Ki
Bheed Mein Yahaa Mantriyaa Kasaai Hai
Toh Aaiye, Hum
Khud Hi Sipaayi Hai
Rakshak Ke Naam
Pe Yahaan Mama Log Bhai Hai
Yeh Mera Bombay,
Yeh Sabke Zubaan Pe
Yeh Mera Bombay,
Yeh Sabke Zubaan Pe
Yeh Mera Bombay,
Yeh Sabke Zubaan Pe
Yeh Mera Bombay
Yeh Mera Bombay,
Yeh Sabke Zubaan Pe
Yeh Mera Bombay,
Yeh Sabke Zubaan Pe
Yeh Mera Bombay,
Yeh Sabke Zubaan Pe
Yeh Mera Bombay
This Is Bachchan’s
Home, Tendulkar’s Batting
Ambani’s Money,
Real Slum Dogs No Acting, Terrorists Attacking
All We Do Is
Build Back, My City Runs Faster Than Jamaicans On A Race Track
Pigeons,
Potholes And Palm Shades
I’m In The Slums
Like Chicken On Sundays
Repping For The
Ones Playing Cricket On The One Way
We Does What It
Takes To Get Money In Some Way
Haathon Mein
Kitaab Nahi Toh Haathon Mein Dimaag Hai
Bhaarat Ka Raja
Mere Shehar Ke Pass Taj Hai
Kisiko Khaana
Nahi Sabko Kaam Yaar Hai
Samjha Na Chote
Sabko Hona Kaamyaab Hai
Rail Ki Patrii,
Nani Ki Lakdi, Daftar Ki Makdi, Gareebo Ki Basti
Rickshaw Ki
Pappi, Mere Shehar Jaisa Kuch Nahi, Nahi Manta?
Jaa Jakar Puch
Kahi
Yeh Mera Bombay,
Yeh Sabke Zubaan Pe
Yeh Mera Bombay,
Yeh Sabke Zubaan Pe
Yeh Mera Bombay,
Yeh Sabke Zubaan Pe
Yeh Mera Bombay
Yeh Mera Bombay,
Yeh Sabke Zubaan Pe
Yeh Mera Bombay,
Yeh Sabke Zubaan Pe
Yeh Mera Bombay,
Yeh Sabke Zubaan Pe
Yeh Mera Bombay
No comments:
Post a Comment